KAISE pay karti hai google AdSense Hume aur milta hai Hume bank acount Me wo wo se
Sabse pahle Mai AAP ko Bata du ki google AdSense Kya hai aur.
Google adsense ek advertising service Ya company hai Jo google ka product hai aur Jo google ka product hota hai 100% trusted hai.
Jo advertiser hote hai wo google ko paise dete hai apna product advertising karane ke ke kiye aur Jo creator hota hai wo google adssAdS ke madhyam se ads so karta hai APne platform PE ab chahe ho YouTube ho ya wo creator ka ka khud ka website aur wo us platform ko MONETIZE karta hai google adsense ke jarye aur wo paise kamate kamate hai
Google ADSENSE payment requirements.
Google adsense payment AAPKO TABHI degi jab aapke adsense acount me Kam SE Kam $100 hona hi chahiye tab AAP google adsense ke payment ko receive Kar sakte hai ye requirements payment lene KE liye.
Google adsense AAPKO apke bank me paise bhej degi AAPKO bas adsense me apka bank account details bharna hoga.
Agar AAP bank account details nahi bharde hai to to adsense ki payment hold rahega aur AAPKO nahi milega to agar aapne abhi tak adsense me bank details nahi bhara hai to abhi ke abhi bhar lijiye warna payment hold ho jayega. Aur AAPKO wait karna hoga.
Google adsense me $ hota hai to is liye AAPKO aapke bank see pata katna hoga ki $1 ka kitna milega yeh adsense nahi batayega ki $1 ka kitna milega AAPKO India me.
Isliye ye AAPKO aapke bank se pata karna hai aur swift code bhi Lena hai Jo AAPKO adsense me bharna hai bank details dete samay. India me lagbhag $1 ka 64.85 Indian rupees hai par har alag alag bank ki alag alag amount hai par lagbhag bank me $1 ka 64.85 rupees milta hai Yani ko aapka agar $100 hua hai to 6400 rupees milega 1 mahine ka. Aur isi tarah se AAPKO kaam karna hai.
0 Comments